Seo Services

Easy way to check exit/re-entry vacation visa online

Saudi Arabia me jab karne wale exit/re-entry (vacation visa) visa ka status online kaise check kare.

Saudi arabia me asian countrys ke bhuat se log business ya job karte hai. jinme india, pakistan, bangladesh, nepal etc aur bhi countrys log bhi rahte hai. magar hindi ya urdu inhi 4 country logo ko samjh me aati hai. isliye mai saudi arabia se releted sabhi post hinglish me likhata ho. taaki sab koi ache se samjh jaye. 

Saudi me rehne wale jab apne ghar vacation par jate hai to inko ek visa ki jarurat padati hai. jise Exit/re-entry visa kahte hai. aaj hum re-entry visa ka status online check karne ke bare me batane wala ho. to chaliye aapko iske bare me step by step batate hai. 
























Maine saudi se releted aur bhi post likha huya hai. aap in posts ko ek baar jarur padhe.


Exit/Re-rntry visa kaise check kare.

Exit/ re-entry visa check karne ki website par jane ke liye 2 tarike hai. aapko jo acha lage usko follow kare.

method 1
  • Aap sabse pahle google me jaye. 
  • google ke search box me visa validity likhkar search kare. 
  • visa validity check karne ka option sabse upar hi hoga. 
  • visa validity par click karke is website par jaye.


method 2

Vaction visa ki validity check karne ki website par jane ke liye yaha click kare. ab aap niche diye huye steps ko follow kare.


Step 1
Visa validity ke ke website par jane par page ka inter face niche diye picture ki tarah hoga.

1 - yaha aapko apna iqama number likhana hai. dhayan rahe aapka iqama valid hona chahiye.
2 - yaha aapko apna naam likhana hai. wahi naam hona chahiye jo iqama me likha hai. 
3 - isme kuch mat kare, jaisa hai waisa hi rehne de. 
4 - upar sabhi jankari ache se bharne ke baad check ke button par click kare. 


















Step 2  
Chek par click karne ke baad vacation se releted sari jankari detail show ho jayegi.  

1 - yaha aapka full details likha hoga. jaise- aapka naam, passport number, date of birth, visa number etc.

2 - yaha aapka visa ka type likha hoga. 

3 - aapke visa kab issue hua aur expiry hoga uska date english aur arabic calender ke hisab se diya hoga. 

4 - aapka visa din ka hai. yaha se pata kar sakte hai.






I hope aapko is post ki maddat se exit/re-entry visa online check karna aa gaya hoga. agar aapko visa check karne me koi presani aa rahe hai to comment karke jarur bataye.aur is post ko share karna mat bhule. 




Easy way to check exit/re-entry vacation visa online Easy way to check  exit/re-entry vacation visa online Reviewed by A. RAHAMAN on July 16, 2018 Rating: 5

5 comments:

  1. They're produced by the very best degree developers who will be distinguished for your polo dress creating. You'll find polo Ron Lauren inside exclusive array which include particular classes for men, women.

    huroob meaning

    ReplyDelete
  2. Agar hum sudi me hai aur hum company me kaam kar raha ho aur muhje vacation jana hai to mai kuhd re entry vija online kar sakta ho bina compny se puche

    ReplyDelete
  3. Its a great info thank you very much. but i have heard that is its also important to check iqama expiry is that true?

    ReplyDelete
  4. Superbly written article, if only all bloggers offered the same content as you, the internet would be a far better place.. US Visa ESTA

    ReplyDelete

Powered by Blogger.