kuwait me rahne wale expatriates apne civil id ka fees aur fines dono check kar sakte hai. iske aapko kahi bhi jane ki jarurat nahi hai. kyuki iske kuwait goverment ne PACI (The Public Authority For Civil Information) naam se ek website banaya huya hai. jaha aap apne civil id se releted har jankari pa sakte hai. philhaal mai aapko sirf civil id ka fine check karne ke bare me batane wala ho.
Civil id ka fine aur fees online kaise check kare.
Aapke civil id par kitna fine hai. is post ise hi check karne ke bare me batane wala ho. iske liy aapko niche diye huye steps ko follow karna hai.
Step 1
civil id ke fine check karne ke liye sabse pahle aapko kuwait goverment ke official website PACI (The Public Authority For Civil Information) par jana hai. niche diye huye link par click karke aap PACI ke website par ja sakte hai. https://www.paci.gov.kw/Default.aspx
Step 2
Website hone par agar iska lauguage arabic hai to aap isko english me change kar le. uske baad aap apna mouse E-SERVICES par le jaye. e- services par mouse le jane par ek page open ho jayega. yaha aapko Fines & Card Collection Fees Payment par click karna hai.
Step 3
Fines & Card Collection Fees Payment par ek naya page open ho jayega. yaha aapko apne civil id ka number likhkar Inquire par click karna hai.
Inquire ke button par click karne ke baad aapke civil id ka fines aur fees ka details niche me aa jayega.
I hope aap is article ki maddat se apne civil id ka fine aur fees online check karna sikh gaye honge.
Agar aapko civil id ka fine aur fees check karne me koi problem hoti hai to hume comment karke jarur bataye.
how to check online kuwait Civil id fine / fees
Reviewed by A. RAHAMAN
on
July 16, 2018
Rating:
Where is tha office sir piz
ReplyDeleteApply for the new civil id and Get Kuwait Civil ID Home Delivery very fast.
ReplyDelete