Seo Services

easy way to check qatar visa status online

State of qatar ministry of interior ne bahar ke kaam karne walo logo (expatriates) ko bhuat si service provid kiya hai. jisse hum online apne visa application ki inquiry aasani se kar sakte hai.
mujhe Qatar Hakoomi e-service ka system bhuat acha laga hai. jo aapke liye visa inquiry ka aasan tarika provid karata hai aap apne visa ka status jan sakte hai. agar aapke visa application ya koi docoment  me problam hai to aapko yaha se pata chal jayega. to chaliye aapko qatar ka visa status online check karne ke bare me step by step batate hai.  




Qatar ka visa status online kaise check kare.

Qatar ka visa status check karne ka 2 tarika hai.
1 - visa approval tracking,
2 - visa inquiry and printing
Aap in dono tariko se visa check kar sakte hai. aapko jo acha lage usi se apna visa check kare. agar kisi ek tarike se aapka visa check nahi ho raha hai. to aap dusre tarike ka use karke apna visa check kare. State of qatar ministry of interior ke official website par jane ke liye yaha click kare.




1 - visa approval tracking,
1 - yaha aapko apne visa ka application number bharna hai.
2 - aapka visa ka type select karna hai. agar aapka visa residency  hai to residency select kare. agar aapka visa visit hai to visit select kare.
3 - yaha aapko apne visa ka application date bharna hai.
4 - Yaha aapko apne QID Sponsor / Person in charge ka number bharna hai.
5 - Aapko apna country select karna hai.
6 - Left side me diye huye numbers ko right side ke khali box me bharna hai.
7 - Sabhi jankari bharne ke baad ek baar ache se check kare. uske baad submit par click kare.


Submit par click karne ke baad ek naya window open hoga. yaha aapke visa application ka status show ho jayega.



2 - visa inquiry and printing
1 - Yaha aapko apna visa ka number bharna hai.
2 - Yaha aapko apne passport ka number bharna hai.
3 - Aapko apna country select karna hai.
4 - Ye ek capcha hai. left side me diye huye numbers ko right side ke khali box me bharna hai.
5 - Sabhi jankari achhe se bharne ke baad ek baar check kare. uske baad submit par click kare.



Submit par click karne ke baad ek neya window open ho jayega. yaha par aap apne visa ka status dekh sakte hai.






Agar aapko qatar ka visa check karne me koi presani aa rahi hai to comment karke jarur bataye. aap hume facebook me bhi contact kar sakte hai. hum aapki puri maddat karne ki kosis karege. is post ko apne dosto me share karna mat bhule.



easy way to check qatar visa status online easy way to check qatar visa status online Reviewed by A. RAHAMAN on July 17, 2018 Rating: 5

11 comments:

  1. I want to check visa 382018672845

    ReplyDelete
  2. To apply for a Qatar visa online you must have a valid and confirmed ticketed booking for Qatar. You can start the application process on Qatar Visa

    ReplyDelete
  3. It is a great website.. The Design looks very good.. Keep working like that!.Visa-Medika-Indja

    ReplyDelete
  4. Thank you so much for the post you do. I like your post and all you share with us is up to date and quite informative, i would like to bookmark the page so i can come here again to read you, as you have done a wonderful job. Saudi Arabia visa

    ReplyDelete
  5. When your website or blog goes live for the first time, it is exciting. That is until you realize no one but you and your. Saudi Arabia evisa

    ReplyDelete

Powered by Blogger.