kuwait middale east ka ek chota desh hai. jaha par bhuat se country ke log kaam karte hai. in sabhi bahar desh ke kaam karne wale ko kuwait goverment ke taraf se ek identity card banaya jata hai. jise civil id ya phir bataka kaha jata hai.
kuwait me rahne ke liye civil id id ka valid hona bhuat jaruri hai. isliye kuwait ki goverment e-service provide karata hai. jisse aap apna civil id ka status ya validity Ministry of interior ke official website par aasani chaek kar sakte hai.
Civil id kya hai.
Civil id ek identity card ki tarah hi hota hai. jisme humari sari janakariya store hoti hai. photo, fingerprint, name, address, date of birth, sponsor name ya company name, etc jaisa ki dusre gcc country ke identity card me hota hai. kuwait civil id ka use har jagah par kiya jata hai. agar aap apne ghar paisa send karne ke liye bank jate hai to waha bhi civil id ki jarurat padati hai. yani aap koi bhi transaction ke liye hona jaruri hai.
kuwait civil id ka status online kaise check kare.
kuwait ka civil id check karna bhuat hi aasan hai. mai yaha aapko 2 method batane wala ho. aap inme koi sa bhi method use karke apna civil id check kar skate hai.
method no 1
Step 1
Is method me aapko Kuwait government online state of kuwait ke official website jana hai. website par jane ke liye yaha click kare.
Step 2
website par jane par niche diye huye picture ki tarah ek form open ho jayega.
1 - aapko apna civil id number type karna hai.
2 - finally Query ke button par click karna hai.
Quary ke button click karne ke baad aapke civil id ka status ka result aa jayega.
method no 2
Is method me aapko apne mobile se bas ye 1889988 number dial karke apne civil ka status pata kar sakte hai.
I hope aap is article ko padhkar apna civil id ka status check karna sikh gaye hone. Agar aapko apna civil id check karne me koi problam ho rahi hai to comment karke jarur bataye.
how to check kuwait civil id status online, 2 easy way to civil id ka status
Reviewed by A. RAHAMAN
on
July 17, 2018
Rating:
297071101837
ReplyDelete