Oman ka visa status royal Oman police ke official website par kaise check kare.
Oman ka pura naam saltanate of Oman hai. Oman me Asian country ke bhuat se log kaam karte hai. Jaise india, bangladesh, Pakistan, nepal, philippines, Indonesia, yaha kaam karne ke liye visa ka hona bhuat jaruri hai. Oman ka visa aap kisi bhi travel agency, job consultancy ya travel agents se le sakte hai. Visa lene ke baad aap logo ke man me ye sawal jarur uthta hoga Kahi ye visa fake to nahi hai. Isliye saltanate of Oman ki government ne ek website banaya hua hai, jaha aap apna visa aasani se check kar sakte hai. To chaliye aapko omani visa check karne ke liye details me batate hain.
Oman ka visa kaise check kare.
Apna visa check karne ke liye sabse pehle aapko royal Oman police ke official par jana padega. Aap yaha par click karke direct website par ja sakte hai.
1 - yaha par aap apna web application number bhar den.
2 - yaha par aap apna passport number daal den.
3 - Aap ka passport jis country me ka hai, yaha par us country ka naam likhana hai.
4 - Sab kuch ache se likhane ke baad ek baal check jarur kar le. check karne ke baad submit par click kar de. agar aapka sahi hai to submit par click karne ke baad aapke visa ka status aa jayega.
I hope aapko ye post acha laga hoga. agar acha laga to apne dosto me share kare. agar aapko visa chack karne me koi paresani aa rhe hai to aap comment karke bataye.
how to check saltanate of Oman visa status online
Reviewed by A. RAHAMAN
on
July 17, 2018
Rating:
I really loved reading your blog. It was very well authored and easy to understand. Unlike other blogs I have read which are really not that good.Thanks alot! Saudi Arabia visa
ReplyDeleteHello, this weekend is good for me, since this time i am reading this enormous informative article here at my home. visa Saudi Arabia
ReplyDelete