Qatar Arabian peninsula (अरबी द्वीप) ka ek chota sa country hai. is chote se desh me bhuat se expatriates (प्रवासियों) kaam karte hai. jaise- Indians, Nepalis, Filipinos, Bangladeshis, Sri Lankans and Pakistanis etc aur bhi bhuat se desho ke log kaam karte hai.
Qatar ki government bahar ke kaam karne walo ko bhuat si servies provide karta hai. jaise- Visa Approval Tracking, Visa Enquiry & Printing ,Official Documents, Traffic Violations, Traffic report, Exit Permit Inquiry etc. isliye aaj hum aapko inhi serviess me se ek servies ke bare me batane wale hai. ji ha aaj hum aapko qatar ka id card status online check karne ke bare batayege. aap is post ko step by step follow kare.
Qatar id card ka status online kaise check kare.
Qatat ka id check karna bhuat hi aasan hai. maine yaha par QID (qatar id) number ke jariye check kiya hai. yaha aap apna passport number se check kar sakte hai.
Step 1
Sabse pahle aapko state of qatar ministry of interior ke official website par jana hai. is website par jane ke liye yaha click kare.
Step 2
State of qatar ministry of interior ke official website par jane ke baad aapko official docoment ke option par click karna hai.
Step 3
Official docoment ke option par click karne ke baad ek form open ho jayega. yaha aapko apna details fill karna hai.
1 - yaha par aapko apna qatar id card ka number fill karna hai.
2 - left side me diye huye number ko khali box me fill karna hai.
3 - sabhi details fill karne ke baad karne ke baad search par click kare.
Step 4
Search par click karne ke baad ek naya window open ho jayega. yaha aapko apne qatar id expiry date, passport expiry date, Residency expiry date ka status aa jayega.
i hope aapko is article ki maddat se qatar id card ka status check karna aa gaya hoga. agar aapko id card check karne me koi presani ho rhe hai to comment karke jarur bataye. aur is post ko share karna mat bhule.
Qatar id card ka status online kaise check kare.
Reviewed by A. RAHAMAN
on
July 17, 2018
Rating:
No comments: